Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Ha Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Jivan Ka Geet Sunana
Jaise Basant Ka
Bolat Hai Jiyara Mera
Sajni Baar Baar
Ha Jhume Re Dil Ho
Ha Jhume Re Dil Ho
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Raat Hamari
Baat Hamari
Raah Chune Koi Aur
Maujo Me Kahin Aur
Peed Hamari
Sapne Tumhare
Kya Jane Koi Aur
Kaun Salona Aaya Man Me
Banke Man Ka Mor Ha
Dekhi Hai Jisne Naino Ki Raahe
Aaya Wo Chitchor
Ha Karne Rang Ke Jod
Ha Karne Rang Ke Jod
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Ram Gayi Sajani
Umang Rang Gayi
Chhay Gayi Sajan Ke Ang Ang Me
Sajan Ke Angana Me Sajni Khadi
Sajni Khadi Ha Ha Aankhiya Ladi
Dham Dhama Dol Re
Tu Ek Baar Fir Bol
Dham Dhama Dol Re
Tu Ek Baar Fir Bol
Ek Baar Fir Bol
Saheli Ek Baar Fir Bol
Ek Baar Fir Bol
Saheli Ek Baar Fir Bol
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Bol Re Saheli Tu Phir Veena Ban Ke Bol
Bol Re Saheli Tu Phir Bina Ban Ke Bol Song Lyrics from the movie/album Darshan released in the year 2018 starring Bhudo Advani. The song Bol Re Saheli Tu Phir Bina Ban Ke Bol was sung by Prem Adeeb, Jyoti. The music was given by Naushad. The lyrics were Penned by Pandit Indra
Share your thoughts