Bezubaan bezubaan
Hum rahe bezubaan
Tumse kah na sake
Dil ki hum dastan
Tumne to aa kar
Neende chura kar
Le hi liya hai
Mera intihaa
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar
Berukhi me kya rakha hai
Bebasi me kya rakha hai
Char din ki jindgi hai
Kal kya hoga kya pata hai
Berukhi me kya rakha hai
Bebasi me kya rakha hai
Char din ki jindgi hai
Kal kya hoga kya pata hai
Dil me basaakar apna banakar
Kyu ho gaye ho sanam bewafa
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar
Tum se mil kar yeh laga tha
Ek hi arman sa jaga tha
Teri aankho me hi kahi meri manzil ka pata tha
Tum se mil kar yeh laga tha
Ek hi harman sa jaga tha
Teri aankho me hi kahi meri manzil ka pata tha
Daman chhuda kar
Fassle badha kar
Kyun ho gaye ho hum se juda
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na
Tumhe humse hua hai pyar
Bin tere bin tere kaise jiyenge yaar
Kah do na kah do na tumhe humse hua hai pyar
| Movie | Chakradhaar |
| Singer | Anand Raj Anand |
| Director | Shakur Sir, Dharam Prakash |
| Music Composer | Anand Raj Anand |
| Lyricist | Anand Raj Anand, Sameer |
| Star Cast | Abhishek Anand, Urvashi Sharma, Vidya Malvade, Akhilendra Mishra, Darshan Jariwala, Zakir Hussain, Yashpal Sharma, Rajesh Shringapure, Pramod Moutho, Ganesh Yadav, Kamlesh Sawant, Maryam Zakaria, Mrinalini Sharma, Govind Namdev |

