Bin Puche Ajana Lyrics | Zee Music Company | Ami Mishra

Bin Puche Ajana Lyrics | Zee Music Company | Ami Mishra

Phir naam apna kabhi
Tu gunguna jaana
Tera saath koi na de
Tu bin puche ajana

Mil jaunga main tujhe
Chalta akela kahin
Chalte huye hath tu thaam lena
Main ruk jaunga phir wahin

Aao jo ab ke kabhi
Jahan ko bhulana
Tera saath koi na de
Tu bin puche ajana

Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana

Chahunga teri khushi
Tu jo kare sab sahi
Tu palkein jhuka ke mera naam lena
Main ruk jaunga phir wahin

Jab yaad aaun tujhe
Bas muskura jaana
Tera saath koi na de
Tu bin puche ajana

Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana

Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana
Tu bin puche ajana.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *