Bin Badal Barsaat (Title) Lyrics  | Bin Badal Barsaat | Asha Parekh, Biswajeet | Asha Bhosle | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Bin Badal Barsaat (Title) Lyrics | Bin Badal Barsaat | Asha Parekh, Biswajeet | Asha Bhosle | Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sunlo hamari baat
Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sunlo hamari baat

Khushiyo par na phulo
Gum ko tum na bhulo
Kirno mein na jhulo jhuthi hai bahar
Duniya hai ye duniya isme
Gum hai khushi ke sath
Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sunlo hamari baat

Muskao na man mein
Duboge uljhan mein
Dukh bhi hai jeevan mein
Khushiya hai bekar
Din beeta to nagin banke
Aayegi kali raat
Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sunlo hamari baat

Sapna hai fir sapna
Chodo ye rang apna
Ummide na rakhna hogi isme har
Bich dagar pe lut jayegi
Sapno ki barat
Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sun lo hamari baat
Bin badal barsat na hogi
O nadano o deewano
Sun lo hamari baat.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *