Bijli Ho Ya Ghata Ho Song Lyrics from the movie/album Mohabbat Zindagi Hai released in the year 2016 starring Dharmendra, Rajshree. The song Bijli Ho Ya Ghata Ho was sung by Mahendra Kapoor. This movie/album was directed by Jagdish Nirula. The music was given by Omkar Prasad Nayyar. The lyrics were Penned by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari). The music rights for song purely belongs to Saregama

Bijli Ho Ya Ghata Ho Lyrics

Bijli Ho Ya Ghata Ho Ik Shokh Dilruba Ho
Tufa Ho Ke Bala Ho Bhagwaan Jaane Kya H
Ho Khub Magar Aise Jaane Jigar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye Ho
Khub Magar Aise Jaane Jigar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye

Rukiye To Zara Kahiye To Bhala
Rukiye To Zara Kahiye To Bhala
Kyo Zulm Ye Mujhpe Kya Hai
Khata Bemaut Hi Mara Jaata Hu
Kis Baat Ki Di Jati Hai Saza Kis
Baat Ki Di Jati Hai Saza
Kehta Hai Mera Har Zakhme Jigar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye Ho
Khub Magar Aise Jaane Jigar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye

Katil Ye Ada Jis Ghar Jaaye
Katil Ye Ada Jis Ghar Jaaye
Us Ghar Ka Safaya Kar Jaaye
Insaan Bechara Cheez Hai Kya
Shaitaan Bhi Tumse Dar Jaaye
Shaitaan Bhi Tumse Dar Jaaye
Tumne Hi Meri Todi Hai Kamar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye Ho
Khub Magar Aise Jaane Jigar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye
Gusse Ke Ada Matwali Nazar
Kya Cheez Ho Zalim Kya Kahiye.

Share your thoughts

Mohabbat zindagi hai, Ik sokh dilruba | mahendra kapoor | o.p. nayyar | mohabbat zindagi hai, Tumhari mulaqat se mujhko pata ye chala | mohammed rafi | o.p. nayyar | mohabbat zindagi hai, Bijli ho ya ghata ho, Mohabbat zindagi hai jukebox, Mohabbat zindagi hai songs, Mahendra kapoor, Tumhari nazar kyon khafa ho gayi lyrics hindi, Mahendra, Tumhari nazar kyon khafa ho gayi lyrics, Jara haule haule chalo more sajana (audio re-mastering) asha bhosle- o.p.nayyar | sawan ki ghata