Bichhwa Ne Dank Mara Sulge Aise Tan Sara
Jaise Koi Angara Haye Haye Haye Haye
Zahar Ye Chadhta Jaye
Koi Sawariya Ko Laye
Bichhwa Ne Dank Mara Sulge Aise Tan Sara
Jaise Koi Angara Haye Haye Haye Haye
Zahar Ye Chadhta Jaye
Koi Sawariya Ko Laye
Bichhwa Ne Dank Mara
Chali Thi Ghar Se Piya Se Milne
Nadi Me Kuch Khatka Tha
Chali Thi Ghar Se Piya Se Milne
Nadi Me Kuch Khatka Tha
Pata Nahi Tha Ke Ban Ke Bairi
Dagar Me Chhupa Hua Tha
Wahi Jaakar Maine Panv Bhi Rakha Tha
Ye Dukh Sahna Mere Bhag Me Likha Tha
Haye Haye Haye
Zahar Ye Chadhta Jaye
Koi Sawariya Ko Laye
Bichhwa Ne Dank Mara
Piya Ko Mere Batao Koi Hui Jo Halat Meri
Piya Ko Mere Batao Koi Hui Jo Halat Meri
Kahi Na Mujhse Vo Ruth Jaye
Karo Na Aise Deri
Rahe Jo Paas Piya Dard Kuch Kam Hoga
Ager Fir Mar Bhi Gayi Na Mujhko Gam Hoga
Haye Haye Haye
Bichwa Ne Dang Maare Song Lyrics from the movie/album Sun Sajna released in the year 2018 starring Mithun Chakraborty, Ranjeeta. The song Bichwa Ne Dang Maare was sung by Sapan Chakraborty, Usha Mangeshkar. This movie/album was directed by Chander Behl. The music was given by Ram Laxman. The lyrics were Penned by Rawinder Rawal
Share your thoughts