Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana
(Ye upwan ye samay suhana
Bhool na jana) – (2)
(Dono ka aakar mil jana
Bhool na jana) – (2)
Khichna rukna aur sharmana – 2
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana
(Khushi se hai man phula phula
Kaisa pyara pyara jhula) – (2)
Jhulna apna aur jhulana – 2
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana
Dil se dil ka tar milakar – 2
Prem ka sundar saz bajakar – 2
(Jhum jhum jhum jhum
Dono ka gana) – (2)
Bhool na jana aaj ki bate
Bhool na jana

