Bhool Gaya Panchhi Bhool Gaya Song Lyrics from the movie/album Amar Kirtan released in the year 2018. The song Bhool Gaya Panchhi Bhool Gaya was sung by S D Batish. The music was given by S D Batish. The lyrics were Penned by Wali Sahab

Bhool Gaya Panchhi Bhool Gaya Lyrics

Panchi Bhul Gya
Bhul Gya Bhul Gya Bhul Gya Bhul Gya
Panchi Bhul Gya
Bhul Gya Path Apna Ho Panchi Bhul Gya
Is Jiwan Ko Jiwan Samjha
Is Jiwan Ko Jiwan Samjha
Us Jiwan Ko Sapna
Panchi Bhul Gya
Bhul Gya Path Apne Ho Panchi Bhul Gya

Tadpaye Jo Hridy Aur Ka Wo Kaise Kal Paye
Wo Kaise Kal Paye Ram Ji
Wo Kaise Ka Paye
Bije Bij Babul Ka Murkh
Bije Bij Babul Ka Murkh
Aam Kahan Se Khaye
Aam Kahan Se Khaye
Jis Marg Par Chala Hai Murkh
Jis Marg Par Chala Hai Murkh
Us Marg Se Bachna
Ho Panchi Bhul Gya
Bhul Gya Path Apna Ho Panchi Bhul Gya

Mat Pita Bhagni Sukh Nari
Mat Pita Bhagni Sukh Nari
Tab Tak Tere Sangi Re
Tab Tak Tere Sangi Re
Jab Tak Jiwan Dip Jale Hai
Tab Tak Kaya Changi Re
Jaisi Karni Waisi Bharni
Jaisi Karni Waisi Bharni
Ye Bhagwan Ki Rachan
Ho Pancjo Bhul Gya
Bhul Gya Path Apna Ho Panchi Bhul Gya
Is Jiwan Ko Jiwan Samjha
Is Jiwan Ko Jiwan Samjha
Us Jiwan Ko Sapna
Panchi Bhul Gya
Bhul Gya Path Apne Ho Panchi Bhul Gya

Share your thoughts

Shiv dayal batish, Pandit shiv dayal batish, Batish, Panchhi bhool gaya path apna, Panchi bhool gia, S d batish, Amar kirtan, Banday tou khuda ko bhool gaya, S d batish_film amer kartan, S. d batish, S d batish 1, S. d. batish, Aajke kalakaar (sd batish), Bhool, Pat apna o panchi, Kumar, Khamosh nigaahen sd batish film daasi (1944) pandit amarnath / d n madhok, Khwab mein humko bulaate ho lata mangeshkar toofan (1954) s d batish / kaif irfani, Lata mangeshkar