Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mora Jiya
Milta Nahi Mera Nanha Sa Jiya Har Kahi Dhund Liya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mora Jiya
Bhole Piya
Laaz Ke Mare Mai Chup Chup Hou
Kahu To Jake Ka Se Kahu
Laaz Ke Mare Mai Chup Chup Hou
Kahu To Jake Ka Se Kahu Raho Me Dekha Ek Albela
Raho Me Dekha Or Albele Ne Dokha Diya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mera Jiya
Milta Nahi Mera Nanha Sa Jiya
Har Kahi Dhund Liya Bhole Piya
Din Na Bite Andhera Na Ho Raat Aaye To Sawera Na Ho
Din Na Bite Andhera Na Ho Raat Aaye To Sawera Na Ho
Sab Sukh Chode Dukh Apnaye Sab Sukh Chode
Preet Me Teri Re Kya Na Kiya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mera Jiya
Milta Nahi Mera Nanha Sa Jiya
Har Kahi Dhund Liya Bhole Piya
Tum Bin Lagi Na Nain Piya Lauta Do Mora Chain Piya
Tum Bin Lagi Na Nain Piya Lauta Do Mora Chain Piya
Abki Rut Me Dil Mat Todo Abki Rut Me
Apna Lo More Sawariya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mora Jiya
Milta Nahi Mera Nanha Sa Jiya Har Kahi Dhund Liya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Kho Gaya Mora Jiya
Bhole Piya
Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya Song Lyrics from the movie/album Poonam Ki Raat released in the year 2018 starring Manoj Kumar, Nandini. The song Bhole Piya Jane Kya Tumne Kiya was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Kishore Sahu. The music was given by Salil Chowdhury. The lyrics were Penned by Shailendra
Share your thoughts