Bheegi Bhieegi Raat Me
Hogi Unse Mulakat
To Ho Kya Aage Tauba Hain
Aisi Thi Barsat
Chhuda Ke Sanwariya Se Haath
Waha Koi Bhage Tauba Hain
Bheegi Bhieegi Raat Me
Hogi Unse Mulakat
To Ho Kya Aage Tauba Hain
Maine Kaha Bas
Ghar Jaane Do
Bole Balam Dil
Bhar Jaane Do
Pyaar Ki Gali Me
Hame Mar Jaane Do
Krna Tha Inkaar
Magar Main Kar Baithi Ikraar
Jaadu Jaadu Tauba Hain
Bheegi Bhieegi Raat Me
Hogi Unse Mulakat
To Ho Kya Aage Tauba Hain
Dur Khdi Mar
Jaati Shrm Se
Itane Me Jor Se
Bijali Chamki
Tham Li Main Dar Se
Tauba Balam Ji
Fir Ho Gayi Majbur
Ki Ho Na Payi Unse Dur
Ho Naina Lage Tauba Hain?
Bheegi Bhieegi Raat Me
Hogi Unse Mulakat
To Ho Kya Aage Tauba Hain
Aur Kisi Se Tu
Ye Baat Na Kahana
Chaahe Ye Jab Tak
Raaj Na Kahna
Kal Fir Honge Ham
Saath Na Kahana
Chhede Saara Gaon
Pahan Ke Laakh Dharu Panw
Payal Baaje Tauba Hain
Bheegi Bhieegi Raat Me
Hogi Unse Mulakat
To Ho Kya Aage Tauba Hain
Aisi Thi Barsat
Chhuda Ke Sanwariya Se Haath
Waha Koi Bhage Tauba Hain
Bheegi Bheegi Raat Me Song Lyrics from the movie/album My Love released in the year 2018 starring Shashi Kapoor, Sharmila Tagore. The song Bheegi Bheegi Raat Me was sung by Asha Bhosle. This movie/album was directed by Sukhdev. The music was given by Daan Singh. The lyrics were Penned by Anand Bakshi
Share your thoughts