Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics  | Do Badan | Manoj Kumar, Asha Parekh | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Bhari Duniya Mein Akhir Dil Lyrics | Do Badan | Manoj Kumar, Asha Parekh | Mohammed Rafi | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko
Woh deewane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

Lage hain shammaa par
Pahare zamaane ki nigaahon ke
Lage hain shammaa par
Pahare zamaane ki nigaahon ke
Zamaane ki nigaahon ke
Jinhen jalane ki hasarat hai
Jinhen jalane ki hasarat hai
Wo paravaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko
Wo divaane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

Sunaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Sunaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Chhupaana bhi jinhen mushkil
Zara tu hi bata ai dil
Zara tu hi bata ai dil woh
Afasaane kaha jaaye
Mohabbat ho gai jin ko woh
Deewane kaha jaaye
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya

Nazar mein uljane dil mein
Hai aalam beqaraari ka
Nazar mein uljane dil mein
Hai aalam beqaraari ka
Hai aalam beqaraari ka
Samajh mein kuchh nahin aata
Samajh mein kuchh nahin aata
Wo tufaane kaha jayen
Mohabbat ho gai jin ko woh
Deewane kaha jaaen
Bhari duniya mein aakhir dil ko
Samajhhaane kaha jaaye
Bhari duniya.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *