Bharat Mata Ki Beti Lyrics | Aaina | Zohrabai Ambalewali | Gulshan Sufi, Fateh Ali Khan

Bharat Mata Ki Beti Lyrics | Aaina | Zohrabai Ambalewali | Gulshan Sufi, Fateh Ali Khan

Bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Samay samay par devi tune
Samay samay par devi tune
Badla hai sansaar
Samay samay par devi tune
Badla hai sansaar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar

Janha basi tu jakar maya
Wanha shanti laai
Janha basi tu jakar maya
Wanha shanti laai
Deep bani andhere ghar ka
Shobha ban mukh paai
Deep bani andhere ghar ka
Shobha ban mukh paai
Pati ki kismat ka hai taara
Bindiya teri naar
Pati ki kismat ka hai taara
Bindiya teri naar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar

Dheeraj tera dharam hai nari
Daya hai teri shan
Dheeraj tera dharam hai nari
Daya hai teri shan
Dev pujaran tu satvanti
Pati tera bhagwan
Dev pujaran tu satvanti
Pati tera bhagwan
Sote bhagy jagaye mere
Payal ki jhankar
Sote bhagy jagaye mere
Payal ki jhankar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar
Hai bharat mata ki beti
Shakti ka aakar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *