Bharat Ki Ek Sannari Lyrics  | Ram Rajya | Prem Abid, Shobhna Samarth | Vishnupant Pagnis | Shankar Rao Vyas

Bharat Ki Ek Sannari Lyrics | Ram Rajya | Prem Abid, Shobhna Samarth | Vishnupant Pagnis | Shankar Rao Vyas

Bharat ki ek sanari ki
Hum katha sunate hai
Hum katha sunate hai
Mithala ki rajdulari ki
Hum khata sunate hai
Hum khata sunate hai
Bharat ki ek sanari ki
Hum katha sunate hai
Hum katha sunate hai

Shivdanush raam ne toda
Shivdanush raam ne toda
Mila chandra chakor ka joda
Mila chandra chakor ka joda
Janakpoori se toda nata
Avadh poori se joda
Janakpoori se toda nata
Avadh poori se joda
Komal thi wo kali
Sukho mein pali
Vano mein chali bahut
Dukh payi
Sun kar uski vyatha
Nain bhar aate hai
Hum katha sunate hai
Hum katha sunate hai
Bharat ki ek sanari ki
Hum katha sunate hai
Hum katha sunate hai

Ravan ke chal kari
Siya ko hari
Vidhi kya kari
Sokh man payi
Sita sita kare biraha
Mein zare
Vano mein fire
Nikal raghurai
Nikal raghurai.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *