Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) Lyrics | Aahutee | Mahendra Kapoor, Manhar Udhas, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Bharat Ka Bhai Lakshman (Version 2) Lyrics | Aahutee | Mahendra Kapoor, Manhar Udhas, Kishore Kumar | Laxmikant Pyarelal

Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam

Raam ki lila aparampaar raam ki lila aparampaar
Raam ki rachna ye sansaar
Raam ki puja jivan pyar
Paani pawan gangan dharti sab kare pranam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam

Mandir ja ya mann me dekh mandir ja ya mann me dekh
Satal jagat me wo hai ek lekin uske roop anek
Wohi parvati shiv
Wohi raadha ka shyam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Iss duniya me kaun sawaare
Sabke bigde kaam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam
Bharat ka bhai lakshman
Lakshman ka bhai raam

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *