Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan Lyrics  | Aankh Ki Sharm | Prithviraj Kapoor, Kaushalya | Pandey Ji | Vasant Desai

Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan Lyrics | Aankh Ki Sharm | Prithviraj Kapoor, Kaushalya | Pandey Ji | Vasant Desai

Bhai bhaj le shri bhagwan
Bhai bhaj le shri bhagwan
Tu do din ka mehman
Tu do din ka mehman
Bhai bhaj le shri bhagwan
Bhai bhaj le shri bhagwan

Kal aaya tha kal jayega
Kal aaya tha kal jayega
Aaj tu soch vichar
Aaj tu soch vichar
Chhod ke bande
Tu tu main main
Chhod ke bande
Tu tu main main
Apna kaz sudhar
Dhar murlidhar ka dhyaan
Bhai bhaj le shri bhagwan

Kya lena hai kya dena hai
Kya lena hai kya dena hai
Kyu jootha janjal
Kyu jootha janjal
Bair virodh bisar ke bande
Bair virodh bisar ke bande
Bhaj girdhar gopal
Bhaj girdhar gopal
Bhaj girdhar gopal
Kar jag ka kalyan
Bhai bhaj le shri bhagwan
Bhai bhaj le shri bhagwan.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *