Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan Lyrics | Aankh Ki Sharm | Kaushalya | Vasant Desai

Bhai Bhaj Le Shri Bhagwan Lyrics | Aankh Ki Sharm | Kaushalya | Vasant Desai

Bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan
Tu do din ka mehman tu do din ka mehman
Bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan

Kal aaya tha kal jayega
Kal aaya tha kal jayega
Aaja tu soch vichar aaja tu soch vichar
Chhod ke bande tu tu mai mai
Chhod ke bande tu tu mai mai apna kaz sudhar
Dhar murlidhar ka dhyan bhai bhaj le shri bhagwan

Kya lena hai kya dena hai
Kya lena hai kya dena hai
Kyu jhutha janjal kyu jhutha janjal
Bair virodh bisar ke bande
Bair virodh bisar ke bande bhaj girdhar gopal
Bhaj girdhar gopal bhaj girdhar gopal
Nar kar jag ka kalyan
Bhai bhaj le shri bhagwan bhai bhaj le shri bhagwan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *