Bhai Behan Ka Pyar Song Lyrics from the movie/album Farishtay released in the year 2016 starring Rajinikanth, Dharmendra. The song Bhai Behan Ka Pyar was sung by Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz. This movie/album was directed by Anil Sharma. The lyrics were Penned by Anand Bakshi. The music rights for song purely belongs to Saregama

Bhai Behan Ka Pyar Lyrics

Ye Rista Nahi Khun Ka
Ye Rista Hai Pyar Ka Bahna
Hum Ko Tumse Pyar Nahi
Ab Kaha Hai Phir Mat Kahna

Jan Gayi Ha Jan Gayi
Man Gayi Ha Man Gayi
Jan Gayi Ha Jan Gayi
Man Gayi Ha Man Gayi

Kitna Sunder Kitna Pyara
Ye Sara Sansar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai
Kitna Sunder Kitna Pyara
Ye Sara Sansar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai

Preet Hamari Chut Nahi Sakti
Ye Kachi Dor Nahi
Jis Din Hum Tumko Na Dekhe
Us Din Hoti Bhor Nahi
Preet Hamar Ichut Nahi Sakti
Ye Kachi Dor Nahi
Jis Din Hum Tumko Na Dekhe
Us Din Hoti Bhor Nahi

Na Babul Na Mayya
Mera Tum Bin Koi Or Nahi
Na Babul Na Mayya
Mera Tum Bin Koi Or Nahi
Sabse Jyada Rab Se
Jyada Mujhe Tum Pe Etbar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai
Kitna Sunder Kitna
Pyara Ye Sara Sansar Hai
Is Sansar Me Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai

Yuhi Hasti Gati Rahe
Tu Rab Se Roj Dua Mange
Apni Khusiya Tujhko Du
Tujhse Har Dukh Tera Mangu
Yuhi Hasti Gati Rahe
Tu Rab Se Roj Dua Mange
Apni Khusiya Tujhko Du
Tujhse Har Dukh Tera Mangu
Soch Rahi Hu Aj Ke Din Mai
Tum Dono Se Kya Mangu
Soch Rahi Hu Aj Ke Din Mai
Tum Dono Se Kya Mangu
Teri Kasam Tu Jan Bhi Mange
To Kisko Inkar Hai

Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai
Kitna Sunder Kitna
Pyara Ye Sara Sansar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai

Diwali Mein Deep Jalaye
Sang Rang Khel Holi Mein
Bichad Na Jana Tum Mujhse
Jeevan Ki Ankh Micholi Mein
Diwali Mein Deep Jalaye
Sang Rang Khel Holi Mein
Bichad Na Jana Tum Mujhse
Jeevan Ki Ankh Micholi Men
Bichadenge Par Pahle Tujhko
Bithlayenge Doli Mein
Bichadenge Par Pahle Tujhko
Bithlayenge Doli Mein

Bane Tu Dulhan Bas Us
Din Ka Hamko Intzaar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai
Kitna Sunder Kitna
Pyara Ye Sara Sansar Hai
Is Sansar Mein Sabse
Pyara Bhai Bahan Ka Pyar Hai.

Share your thoughts

Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal, Dharmendra songs, Dharmendra movies, Farishtay songs, Anuradha paudwal bhakti songs, Aanuradha paudwal, Aanuradha paudwal songs, Babul ka yeh ghar behana lyrics, Dharmendra hit songs, Dharmendra, Kishore kumar hit songs, Alka yagnik and kumar sanu romantic songs, Bhai behan ka pyaar, Kishore kumar romantic songs, Farishtay, Karvaten badalte rahe saari raat hum lyrics, Bhai bhehan ka pyar dj remix rupenadara hathras