Bhagya Ki Maari Lyrics  | Seetaram Radheshyam | Anita, Bharat Bhushan | Mohammed Rafi | Narayan Dutt

Bhagya Ki Maari Lyrics | Seetaram Radheshyam | Anita, Bharat Bhushan | Mohammed Rafi | Narayan Dutt

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se

Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Ghan garze aandhi paani le
Sujhe raah na madhuban ki
Milan ki dhun mein bawari radha
Baat nihare mohan ki

Kitne sawan gaye suhawan
Beete kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Kitne sawan gaye suhawan
Baate kitne madhur wasant
Gokul ne gopal na aaye
Hua nahi virha ka ant
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani
Deewani ban ban bhatke
Shyam ki sujiya ro ro puchhe
Yamuna tat bansi wat se
Bhagya ki maari radhe rani.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *