Bhagwan ye de wardan mujhe har sans me tera nam rahe
Bhagwan ye de wardan mujhe har sans me tera nam rahe
Jab tak jiwan sangram rahe tera dhyan subah or sham rahe
Dhan daulat ki mujhe chah nahi yash vaibhaw ki parwah nahi
Dhan daulat ki mujhe chah nahi yash vaibhaw ki parwah nahi
Mangu sukh ki bhi rah nahi mangu to bas itna mangu
Is janam ka subha parinam rahe jab tak jiwan sangram rahe
Tera dhyan subah or sham rahe
Sat dharam ka path ho path mera sewa or tyag ho wart mera
Sat dharam ka path ho path mera sewa or tyag ho wart mera
Tere paw me ho tirth mera sukh dham tere hi charno me
Din rat mera vishram rahe jab tak jiwan sangram rahe
Tera dhyan subah or sham rahebhagwan ye de wardan mujhe
Har sans me tera nam rahe bhagwan

