Bhagwan Tumne Kya Kiya Song Lyrics from the movie/album Shree Ganesh Vivah released in the year 2015 starring Nirupa Roy. The song Bhagwan Tumne Kya Kiya was sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by Jaswant Jhaveri. The music was given by Chitragupta Shrivastava. The lyrics were Penned by Gopal Singh Nepali. The music rights for song purely belongs to Saregama

Bhagwan Tumne Kya Kiya Lyrics

Bhagwan Tumne Kya Kiya
Yeh Kaun Sa Badla Liya
Jisko Diya Tumne Janam
Uska Hi Jiwan Le Liya
Bhagwan Tumne Kya Kiya

Bhagwan Tumne Kya Kiya
Ye Kaun Sa Badla Liya
Jisko Diya Tumne Janam
Uska Hi Jiwan Le Liya
Bhagwan Tumne Kya Kiya

Mana Ke Tera Ab Jag Sara
Chanda Suraj Se Ujiyara
Mana Ke Tera Ab Jag Sara
Chanda Suraj Se Ujiyara
Par Jise Tumhi Ne Bujha Diya
Tere Hi Ghar Ka Tha Diya
Bhagwan Tumne Kya Kiya

Tum Khel Maran Ka Yun Khelo
Jab Umar Dhale Tab Tan Lelo
Tum Khel Maran Ka Yun Khelo
Jab Umar Dhale Tab Tan Lelo
Par Bhole Nath Kaha Tumne
Ek Bhola Bachpan Le Liya
Bhagwan Tumne Kya Kiya

Kahte Hai Tum Rakhwale Ho
Jo Mango Dene Wale Ho
Kahte Hai Tum Rakhwale Ho
Jo Mango Dene Wale Ho
Par Sada Charan Jo Dhoti Rahi
Us Nari Na Dhan Le Liya
Bhagwan Tumne Kya Kiya

Bhagwan Tumne Kya Kiya
Ye Kaun Sa Badla Liya
Jisko Diya Tumne Janam
Uska Hi Jiwan Le Liya
Bhagwan Tumne Kya Kiya.

Share your thoughts

Aadesh shrivastav, Aadesh shrivastav songs, Ganesh vivah full, Mohd rafi and asha bhosle hit songs, Das mereya dilbara ve asha bhosle mohd rafi mp3, Hath sita ka ram ko diya lyrics, Music by rajesh roshan, Mata bhi tu pita bhi tu-anuradha paudwal mohammad aziz, Asha bhosle hits, Best of asha bhosle, Ganesh bhjan gulshan kumar, Best of mohammad rafi, Ganesha marriage, 1955 md chitragupt, Asha bhosle, Mohammad rafi songs, Asha bhosle old songs, Ganesh bhajan, Ganesh bhajans