Bhagwan Ne Janam Diya Manav Ko Song Lyrics from the movie/album Sant Tukaram released in the year 2018 starring Shahu Modak, Anita Guha. The song Bhagwan Ne Janam Diya Manav Ko was sung by Manna Dey. This movie/album was directed by Rajesh Nanda. The music was given by Vedpal. The lyrics were Penned by Bharat Vyas

Bhagwan Ne Janam Diya Manav Ko Lyrics

Bhagwaan Ne Janam Diya Manav Ko
Aur Shakti Ka Daan Diya
Shakti Badha Kar Manav Ne
Khud Me Paida Abhiman Kiya
Ek Din Aaya Yaha Nepoliyan
Dhaak Se Jiska Jagat Tharra Utha

Ek Din Aaya Sikndar Garjta
Gunjta Gata Gagan Ko Chirta
Yaad Hai Ek Ladka Kya Tufaan Tha
Jiske Pahale ? Ke Dam Kiya

Jis Abhiman Karan Nar Ne
Prbhu Banne Ka Jatan Kiya
Bade Bade Tana Shaho Ka
Is Abhiman N Epatan Kiya

Ye To Hain Wo Desh Ke
Jinko Shakti Par Abhiman
Ab Dekho Bharat Ke
Jisko Bhakti Par Hi Man Hain
Bharat Bhumi Mahan
Shnto Ki Hain Khan

Hinsa Ke Agyan Andhero Me Thi
Jab Duniya Soti
Mahveer Swami Soti
Le Saty Ahinsa Ki Jyoti
Om Namha Ari Hantanam
Ahinsa Parmo Dharma
Ahinsa Parmo Dharma

Hinsak Nar Pashuo Se Jab Tha
Bhara Huaa Sansaar
Daya Murti Bhagwan Buddh Ne
Liya Yai Avtar
Buddham Sharan Gachhami
Bhum Bhum Gachhami
Sangam Sharan Gachhami

Das Bani Jab Sabki Atama
Mita Aatm Samman
Prkat Huye Bapu Mahatma
Gandhi Ban Bhagwaan
Raghupati Raghav Raja Ram
Patitpavan Sita Ram
Ishwar Allah Tero Naam
Sabko Sanmat De Bhagwan
Raghupati Raghav Raja Ram
Patitpavan Sita Ram

Ye Jhanki To Dekh Chuke
Ab Kuchh Yug Pichhe Laut Chalo
Sant Sheromani Tukaram Ki
Katha Suno Aur Phulo Phalo

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Manush manusher jannya lyrics, Janam janam sathi, Bhavageethe songs kannada lyrics, Janam janamer sathi, Kannada bhavageethe lyrics, Bhavageethe lyrics in kannada, Kannada bhavageethe songs lyrics, Janam janam sathi movie song, Janam janamer sathi movie song, Manob janam, Ami je tomar ke kache eshe nao jene nao lyrics, Jibone amar aro achhe gaan lyrics, Naam tujhe gheta deva hoi samadhan with lyrics, Lyrics of jibone amar aro achhe gaan