Ghar mera
Ghar ki aag se
Barbad ho gaya
Kal tak jo bagban tha
Woh saiyad ho gaya
Bhagawan jo tu hai
Mera insaf karega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega
Bhagawan jo tu hai
Mera insaf karega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega
O jalte hue dil ka dhooan dekhanewale
O jalte hue dil ka dhooan dekhanewale
Duniya men hain insaf kahan dekhanewale haye dekhanewale
Kya hote hue tere bhi
Insaf marega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega
Bhagawan jo tu hai
Mera insaf karega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega
Thodi si bhi sacchai hain
Ghar meri vafa men
Thodi si bhi sacchai hain
Ghar meri vafa men
Aaega asar phir meri majboor dua men majboor dua men
Bedard zamana meri ahon se darega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega
Bhagawan jo tu hai
Mera insaf karega
Khud aa ke meri mang men sindoor bharega

