Bhagwan Bata Kya Yahi Insaaf Song Lyrics from the movie/album Dukhiyari released in the year 2018. The music was given by Gyan Dutt. The lyrics were Penned by F M Kaiser

Bhagwan Bata Kya Yahi Insaaf Lyrics

Bahgwan Bata Kya Haye
Bhagwan Bata Kya Yahi Insaf Hai Tera
Insaf Hai Tera Chhaya Hai Mere
Armano Ki Basti Mein Andhera
Bahgwan Bata Kya Haye
Bhagwan Bata Kya Yahi Insaf Hai Tera
Insaf Hai Tera

Ho Itna To Bata De Mujhe
Kya Meri Khata Hai
Kis Paap Ki Mujhe Di
Kaisi Saja Hai Kuch Bol
Kya Khamosh Hai Kya Soch Raha Hai
Munh Mod Liya Duniya Ne
Aur Tu Bhi Khafa Hai
Kal Tak Thi Sakhi
Par Aaj Nahi Koi Mera
Bahgwan Bata Kya Haye
Bhagwan Bata Kya Yahi Insaf Hai Tera
Insaf Hai Tera

Hai Raham Naam Dayalu
Aur Kaam Satana Tera
Aata Hai Jale Ko Khub Jalana
Aankhe Na Ho Jiski Use
Kya Jakhm Dikhana
Jo Sun Na Sake Afsana
Use Kya Sunana
Lagta Nahi Kisne Ham Sab Ko Fera
Bahgwan Bata Kya Haye
Bhagwan Bata Kya Yahi Insaf Hai Tera
Insaf Hai Tera



Share your thoughts

O pata nahi ji kaun sa nasha karta hai, Kaun sa nasha karta hai, Main zindagi ka saath nibhata chala with lyric, Shri shiv mahapuran katha, Lara dutta hot, Prem ratan dhan payo, Shiv mahapuran katha, Best of sahir ludhianvi, Prem ratan dhan payo song, Prem ratan dhan payo songs, Songs of prem ratan dhan payo, Prem ratan dhan payo movie songs, Lara dutta songs, Music video with lyrics, Uparwale tera jawab nahin, Bobby deol lara dutta movie, Bobby deol lara dutta songs