Bhabhi Ko Gudiya Banaungi Song Lyrics from the movie/album Ghar Ghar Ki Baat released in the year 2015 starring Suresh, Azra. The song Bhabhi Ko Gudiya Banaungi was sung by Sudha Malhotra. This movie/album was directed by Ravindra Dave. The music was given by Kalyanji Virji Shah. The lyrics were Penned by Upendra. The music rights for song purely belongs to Saregama

Bhabhi Ko Gudiya Banaungi Lyrics

Bhabi Ko Gudiya Banaungi
Aye Ji Me To Bhabi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To Bhabi Ko Gudiya
Banaungi

Bhabi Ko Gudiya Banaungi
Aye Ji Me To Bhabi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To Bhabi Ko Gudiya
Banaungi

Sang Sang Dolainge Sang Sang
Nachainge
Sang Sang Dolainge Sang Sang
Nachainge
Khushiyo Ke Phool Barsaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi

Lane Gaye The Faishion Ki Gudiya
Faishion Ki Gudiya
Lane Gaye The Faishion Ki Gudiya
Faishion Ki Gudiya
Kismat Se Mil Gai Sone Ki
Chidya Sone Ki Chidya
Me To Nachungi Me
To Nachungi Khushiya
Manaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi

Malik Ne Kaisi Jodi Mila Di
Jodi Mila Di
Malik Ne Kaisi Jodi Mila Di
Jodi Mila Di
Chanda Sa Bhaiya
Chakori Si Bhabi
Chanda Sa Bhaiya
Chakori Si Bhabi
Chanda Sa Bhaiya
Chakori Si Bhabi
Chand Taro Se
Chand Taro Se Isko
Sajaungi
Aye Ji Me To
Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To
Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi

Bhabhi Ji Ko Are Bhabhi Ji
Ko Jab Hoga Ek Lalana
Bhabhi Ji
Ko Jab Hoga Ek Lalana
Bhaiya Ji Laiynge Sone Ka Palna

Me To Has Has Ke Me To Has
Has Ke Jhula Jhulaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi
Aye Ji Me To Bhabhi Ko Gudiya
Banaungi.

Share your thoughts

No Keywords