Kiss lamhe ne thami ungli meri
Phuslakhe mujko le chala
Nangey paon daudi aankein meri
Kawabon saari bastiyan
Har duriyan har phaasle kareeb hain
Is umr ki shaksiyath bi ajeeb hai
Jeeni jeeni in saason se
Pehchani si awazon mein
Gunja hai aaj assma
Kaise hum bezubaan
Is jeene mein kahi hum bi tey
The zyaada ya zara kum hi tey
Rukey bi chal pade magar
Rastey sab bezuban..
Jeene ki yeh kaissi aadath lagi
Bematlab karze chad gaye
Hadonson se bachkey jaate kahan
Sab rothe hasthe sehh gaye
Ab galtiyan joh man li to thik hai
Kamzoriyon ko maath di to thik hai
Jeeni jeeni in sason se
Pehchhani si awazon mein
Goonja hai aaj assma
Kaisse hum bezuban
