Bewafa Yaar Tha Lyrics | Bewafa Yaar Tha | Devashish Sargam

Bewafa Yaar Tha Lyrics | Bewafa Yaar Tha | Devashish Sargam

Bevafa yaar tha
Bevafa yaar tha
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain

Bekhudi itani ho
Hosh na baaki ho
Jaam chhakayenge
Saamne saaki ho
Bekhudi itani ho
Hosh na baaki ho
Jaam chhakayenge
Saamne saaki ho
Jhum ke pi le tu
Ghum ke pi le tu
Jhum ke pi le tu
Ghum ke pi le tu
Raat ye maikash hain yaar ji le tu
Saamne jaam hain kisliye sota hain
Saamne jaam hain kisliye sota hain
Saamne jaam hain kisliye sota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain

Ho gayi shaam hain
Haath me jaam hain
Zindagi apni to
Jaam ke naam hain
Ho gayi shaam hain
Haath me jaam hain
Zindagi apni to
Jaam ke naam hain
Chot jo khayega
Wo yaha aayega
Chot jo khayega
Wo yaha aayega
Jakhm dil ki dawa hain ye maikda
Bhul ja tu use kisliye rota hain
Bhul ja tu use kisliye rota hain
Bhul ja tu use kisliye rota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain

Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Bevafa yaar tha
Kisliye rota hai
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain
Dard ka saathi to maikda hota hain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *