Beti Hai Paraya Dhan Lyrics | The Real Life Of Mandi | Anuradha Paudwal | Dinesh Arjuna

Beet gaya bachpan beti hai paraya dhan – 3
Badha naya bandhan badha naya bandhan
Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2
Beti hai paraya dhan
Manega na mann kaisi hai uljhan – 2
Ye kaisa bandhan ye kaisa bandhan
Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2
Beti hai paraya dhan

(Lekin ye hai baat khushi ki
Din hai khushi ka raat khushi ki
Us ghar mein wo barsayegi
Harpal bar barsat khushi ki) – 2
Us ghar ka aangan mehkega upvan – 2
Ye kaisa bandhan ye kaisa bandhan
Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 2
Beti hai paraya dhan

(Layi tu jeevan mein ujhala phulo jaise mujhko pala
Teri mamta ki chhaiya mein mene paya ek shivala) – 2
Main hu tera darpan main ban ke chali dulhan – 2
Akhiyon mein so van akhiyon mein so van
Beti hai paraya dhan beet gaya bachpan – 4
Beti hai paraya dhan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *