Mujhko Aisi Na Saza De
Apne Bin Jeena Sikha De
Yaaden Saari Pal Mai Jala De
Khoya Hoon Mai Ghar Ka Pata De
Hijar Ke Ye Pal Guzarne Ko Raazi Nayi
Dil Mai Bedili Hai Bechaini Khati Rayi
Khushbuein Hain Teri Nazar Kyu Tu Aati Nayi
Dil Ke Baagh Mai Ab Koile Bhi Gati Nayi
Tere Peeche Mai Dewaana Ik Zamane Se
Ik Zamana Mujhpy Guzra Tere Jaane Se
Rawani Nayi Hai Saans Mai Dooba Hoon Jaise Paani Mai
Mujhe Shor Nayi Chahiye Gehraiyoun Mai Jaane De
Ab Mujhpe Jo Guzar Rayi
Tumhe To Koi Khabar Nayi
Tere Tareeke Hi Karein Benaqaab Tujhy
Dil E Betaab Karein Bezar Mujhy
Dil Ab Banjar Koi Zinda Shajar Nayi
Chand Yar Hi Ab Dikhein Mere Saath Mujhy
Parhein Zehen Mera Samjh K Kitaab Mujhy
Kehti Ho Mujhy Bas Jee Or Aap Tum
Paharoun K Beech Chupa Ik Talaab Tum
Meri Mehfiloun Ki Ronaq Or Adab Tum
Agar Mai Mausiqi Hoon Toh Phir Rabab Tum
Ab Tu Bhi Hai Akeli And I Know
Teri Kul Mila Ke Saheliyaan Do
Fake Smile But The Pain Still Shows
Tu Chup Rahe Where You Could Let It Go
Bekaraari Hai Raat Bhaari Hai
Chaain Na Mile Kahin Pal Bhar
Mujhko Aisi Na Saza De
Apne Bin Jeena Sikha De
Yaaden Saari Pal Mai Jala De
Khoya Hoon Mai Ghar Ka Pata De
Hijar Ke Ye Pal Guzarne Ko Raazi Nayi
Dil Mai Bedili Hai Bechaini Khati Rayi
Khushbuein Hain Teri Nazar Kyu Tu Aati Nayi
Dil Ke Baagh Mai Ab Koile Bhi Gati Nayi
Hijar Ke Ye Pal Guzarne Ko Raazi Nayi
Dil Mai Bedili Hai Bechaini Khati Rayi
Khushbuein Hain Teri Nazar Kyu Tu Aati Nayi
Dil Ke Baagh Mai Ab Koile Bhi Gati Nayi
Bematlab (Title Track) Song Lyrics from the movie/album Bematlab released in the year 2024 starring Asim Azhar. The song Bematlab (Title Track) was sung by Asim Azhar. The music was given by Asim Azhar. The lyrics were Penned by Asim Azhar. The music rights for song purely belongs to Asim Azhar
Share your thoughts