Aankhein Raatien Taare
Ruswa Hai Aaps Mein Saare
Khud Ke Aage Haare
Dil Dono Kismat Ke Maare
Door Hai Tum Aur Main Baithe
Faaslein Koyi Toh Aa Ke Mita De
Phir Kahin Mil Jaaye Jo Aake
Raasta Koyi Humein Woh Bata De
Bekhwab Aankhein
Betaab Raatein
Belafz Hai Baatein
Bedum Hai Saansein
Bemann Hawayein
Belafz Hai Baatein
Marte Marte Jiye Tere Bin The
Haste Haste Ro Diye
Samjhe Hum Ye Jo Kho Gaye Tujhse
Ab Ye Raste Ro Diye
Baar Baar Nazron Se
Pyar Tera Beh Raha Mere
Intezaar Tera Hai Yeh
Phir Kahin Mil Jaaye Jo Aake
Raasta Koyi Humein Woh Bata De
Bekhwab Aankhein
Betaab Raatein
Belafz Hai Baatein
Bedum Hai Saansein
Bemann Hawayein
Belafz Hai Baatein
Door Hai Tum Aur Main Baithe
Faaslein Koyi Toh Aa Ke Mita De
Phir Kahin Mil Jaaye Jo Aake
Raasta Koyi Humein Woh Bata De
Bekhwab Aankhein
Betaab Raatein
Belafz Hai Baatein
Bedum Hai Saansein
Bemann Hawayein
Belafz Hai Baatein.
Belafz Baatein Song Lyrics released in the year 2021 starring Aashim Gulati, Tanaya Sachdeva. The song Belafz Baatein was sung by Mohammed Irfan. The music was given by Prem-Hardeep. The lyrics were Penned by Kunaal Vermaa. The music rights for song purely belongs to Sony Music India
Share your thoughts