Bekaid Ho Jaau Song Lyrics from the movie/album Yahaan Sabki Lagi Hai released in the year 2016 starring Varun Thakur, Eden Shyodhi. The song Bekaid Ho Jaau was sung by Hamsika Iyer, Neeraj Rajawat, Suraj Jagan. This movie/album was directed by Cyrus Khambata, Satavisha Bose. The music was given by Pankaj Awasthi

Bekaid Ho Jaau Lyrics

Badalte In Mukamo Se Bekaid Ho Jaau
Har Pal Ke Imtihano Se Bekaid Ho Jaau
Behati Huyi Is Mauj Se
Is Mauj Ki Umeed Se Bekaid Ho Jaau
Bekaid Ho Jaau Bekaid Ho Jaau
Bekaid Ho Jaau Bekaid Ho Jaau

Bekaid Ho Jaau Bekaid Ho Jaau
Bekaid Ho Jaau Bekaid Ho Jaau

Sawalo Ki Salakho Se
Khayalo Ki Kharaso Se
Bekaid Ho Jaau
Jeene Ke In Bahano Se
Takdir Ke Nisane Se
Bekaid Ho Jaau Bekaid Ho Jaau

Let’s Go Ghumu Raasto Per Main
Aaj Jine Ka Bandobast Hai
Ho Sake Kal Kho Jaye Raste
Kal Hone Na Honge Ye Apne

Har Mood Par Mushkile
Majburi Sar Par Chadi Hai
Din Ye Jaisa Nikal Jaaye
Jaise Time Bomb Ki Ghadi Hai
Imaandari Padti Hai Bhari
Jeb Se Sabko Bharni Hai
Yaha To Sab Ki Padti Hai
Yaha Sab Ki Padti Hai
Yaha To Sab Ki Padti Hai.

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
No Keywords