Bekaar Lyrics | Vilen

Bekaar Lyrics | Vilen

Oh tere dil ki tarah
Bekaar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main

Rah jaau tere paas
Nakar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main

Hun pyar mein tere
Hathiyar hu main
Tere dil ki tarah
Bekaar hu main

Ho sunn re meri jaan
Mujhe badnaam kar degi
Jo kehti thi mujhe aam
Mujhe haram kar degi

Agar rah jaau tere ishq mein
Anjaan kar degi
Oh sunn re mere dil na de
Anjaam dard-e-ji

Hai lakshya tu mera
To haar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main

Rah jaau tere paas
Nakar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main

Ab teri in ankhon mein
Jaane kiski aas hai
Waqt tha humara magar
Honi ab nayi raat hai

Kah chala hun tujhko sanam
Beete kal ki baat hai
Jaane kis gali kis dagar
Honi ab mulakaat hai

Hai khush tu agar
To yaar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main

Rah jaau tere paas
Nakar hun main
Tere dil ki tarah
Bekaar hun main.

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *