Behoshi Nasha Khushabu Lyrics | Mr. Singh Mrs. Mehta | Shreya Ghoshal, Udit Narayan | Shaarang Dev Pandit

(Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein) – (2)
Ulajhi hai meri saansein – (2)
Kuchh aise tumhaari saanson mein
(Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein) – (2)

Madhoshi ka manjar hai, kuchh mitha gulaabi sa – (2)
Kuchh mitha gulaabi sa
Bijali si lapakati hai – (2)
Chhune se tumhaare saanson mein
Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein
Ulajhi hai meri saansein – (2)
Kuchh aise tumhaari saanson mein
Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein
Hmm hmm hmm nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein

Reh rehake dhadkata hai, ehsaas tumhaara yeh – (2)
Ehsaas tumhaara yeh
Bheege hai pasine mein – (2)
Thandi si jalan hai saanson mein
Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein
Ulajhi hai meri saansein – (2)
Kuchh aise tumhaari saanson mein
Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein
Hmm hmm hmm….. khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein

Fursat se hi utarega, aankhon se tumhaara surur – (2)
Aankhon se tumhaara surur
Iss pal toh mehakati hai – (2)
Khushabu hi tumhaari saanson mein
Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein
Ulajhi hai meri saansein – (2)
Kuchh aise tumhaari saanson mein
(Behoshi nasha khushabu
Kya kya na hamaari saanson mein) – (3)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *