Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Lyrics  | Resham Ki Dori | Dharmendra, Saira Banu | Suman Kalyanpur | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Behna Ne Bhai Ki Kalai Se Lyrics | Resham Ki Dori | Dharmendra, Saira Banu | Suman Kalyanpur | Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai

Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar baandhaa hai
Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansaar bandha hai

Sundarata me jo kanhaiya hai
Mamata me yashoda maiya hai
Wo aur nahi dujaa koi
Wo to mera raja bhaiya hai

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansaar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai

Meraa phul hai tu, talvar hai tu
Meri laaj ka paharedar hai tu
Mai akeli kahan is duniya me
Mera saraa sansar hai tu

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar baandhaa hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar bandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai

Hame dur bhale kismat kar de
Apane man se na juda karana
Sawan ke pawan din bhaiya
Bahana ko yaad kiya karana

Behana ne bhai ki kalai se
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai
Pyaar ke do taar se,
Sansar baandha hai

Resham ki dori se
Resham ki dori se
Resham ki dori se,
Sansar bandha hai
Behana ne bhai ki kalai se
Pyaar bandha hai.

 

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *