Beet Gaya Din Raah Takat Man Hara Lyrics | Namumkin | Shamshad Begum, K S Ragi | Ayub Khan

Beet Gaya Din Raah Takat Man Hara Lyrics | Namumkin | Shamshad Begum, K S Ragi | Ayub Khan

Bit gaya din rah takat man hara
Sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
Bit gaya din rah takat man hara
Sanjh bhi nahi aaya pritm pyara

Madhur suro ka git suna kar
Madhur suro ka git suna kar
Kahe mujhe bulaya kahe mujhe bulaya
Chain bhala sakhe man ka ye
Chain bhala sakhe man ka ye
Tere prem ka mara tere prem ka mara
Bit gaya din rah takat man hara
Sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
Bit gaya din rah takat man hara
Sanjh bhi nahi aaya pritm pyara

Aankh se aankh mila kar tune kaisa jadu dala
Kaisa jadu dala
Aankh se aankh mila kar tune kaisa jadu dala
Kaisa jadu dala
Prit ka rog laga kar tune
Prit ka rog laga kar tune
Chhin liya sukh sara chhin liya sukh sara
Bit gaya din rah takat man hara
Jiwan ka hum ban gaye ujiyara
Bit gaya din rah takat man hara
Sanjh bhi nahi aaya pritm pyara
Bit gaya din rah

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *