Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya Song Lyrics from the movie/album Ustad released in the year 2018 starring Asha Parekh, Ashok Kumar. The song Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya was sung by Asha Bhosle, Sudha Malhotra. This movie/album was directed by Nanubhai Bhatt. The music was given by O P Nayyar. The lyrics were Penned by Jan Nisar Akhtar

Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya Lyrics

Mile Jo Raah Me Chhede
Wo Muskura Ke Mujhe
Hanse Wo Shokh Nigaho Se Gudguda Ke Mujhe
Wo Mujhko Pass Bulaye To Dil Mera Dhadke
Kahin Wo Maar Na Daale Sata Sata Ke Mujhe

Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya
Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya
Jiya Jala Gayo Ram Re Mora
Jiya Jala Gayo Ram Re Mora
Bedardi Beimaan

Are Wo Aake Shararat Se Mera Naam Liya
Main Hans Padi To Mera Hath Badh Ke Tham Liya
Chhudaya Hath To Daman Pakad Liya Mera
Na Jane Kab Ka Sitamgar Intkaam Liya
Aa Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya
Bedardi Beimaan

Hazaar Baar To Taala Use Bahane Se
Tab Bhi Wo Baaj Na Aaye Mujhe Satane Se
Main Usse Lakh Kahu Chhod Dekh Lega Koi
Use To Laaj Na Aaye Magar Zamane Se
Aa Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya
Bedardi Beimaan Natkhat Saanwariya
Jiya Jala Gayo Ram Re Mora
Bedardi Beimaan

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Sudha malhotra ustad bedardi beiman natkhat sanawariya, Bedardi beiman natkhat sanawariya asha bhosle, Sudha malhotra, Bedardi baimaan-ustad asha, Ustad (1957) op nayyar, Asha bhosle, Jhuki jhuki ankhiya ghayal hai, Lata mangeshkar, Shankar, Mangeshkar, Khanna, Jaikishan, Payal 1957, Payal movie songs, Payal 1957 movie songs, Lata, Rare, Kumar, Burman, Rajesh, Kishore, Gujrati, Bachchan, Old hindi song, Old hindi songs, Best hindi song, Popular hindi songs