Bawara Mann Lyrics  | Jolly LLB 2 | Akshay Kumar, Huma Qureshi | Jubin Nautiyal, Neeti Mohan | Chirantan Bhatt

Bawara Mann Lyrics | Jolly LLB 2 | Akshay Kumar, Huma Qureshi | Jubin Nautiyal, Neeti Mohan | Chirantan Bhatt

Bawara mann raah taake, tarse re
Naina bhi malhar banke barse re
Bawara mann raah taake, tarse re
Naina bhi malhar banke barse re

Aadhe se adhure se
Bin tere hum huye
Phika lagge hai
Mujhko sara jahan

Bawara mann raah taake, tarse re
Naina bhi malhar banke barse re

Ye kaisi khushi hai
Jo mom si hai
Aakhon ke raste hans ke pighalne lagi
Mannat ke dhaage aise hain baandhe

Tute na rishta jud ke tujh se kabhi
Tute na rishta jud ke tujh se kabhi

Sau balayein le gaya tu sar se re
Naina bhi malhar banke barse re
Bawara mann raah taake, tarse re
Naina bhi malhar banke barse re

Movie Jolly LLB 2
Singer Jubin Nautiyal, Neeti Mohan
Director Subhash Kapoor
Music Composer Chirantan Bhatt
Lyricist Junaid Wasi
Star Cast Akshay Kumar, Huma Qureshi, Saurabh Shukla
Label T-Series

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *