Ho dil na dukh jaye
Garibo ka hamesha darna
Zindagi khwaab hai
Is par na bharosa karna
Bata de bhagwan
Jaye kaha koi nahi apna yaha
Bata de bhagwan
Jaye kaha koi nahi apna yaha
Bata de bhagwan
Na puchho aadmi par kya gujarti hai mushibat me
Khilona banke rah jata hai jab majbur hota hai
Haaye wo rota hai
Bata de bhagwan
Zamane ka sataya is tarha majbur hota hai
Ki jaise chand gehnaya hua benur hota hai
Haye wo rota hai
Bata de bhagwan
Bigad jati hai jab kismat
Kisi se kuch nahi banta
Wohi hota hai jo bhagwan ko manjur hota hai
Wohi hota hai
Bata de bhagwan

