Bas Ek Waqt Ka Khanjar Meri Talash Me Hai Lyrics | Unique (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Bas Ek Waqt Ka Khanjar Meri Talash Me Hai Lyrics | Unique (Jagjit Singh) | Jagjit Singh

Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai
Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai
Jo roj bhesh badal kar
Meri talaash me hai
Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai

Main ek katra hu
Mera alag wajud to hai
Main ek katra hu
Mera alag wajud to hai
Hua kare jo samandar
Meri talaash me hai
Hua kare jo samandar
Meri talaash me hai
Jo roj bhesh badal kar
Meri talaash me hai
Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai

Main dewtaa ki tarah
Qaid apne mandir me
Main dewtaa ki tarah
Qaid apne mandir me
Wo mere jism ke baahar
Meri talaash me hai
Wo mere jism ke baahar
Meri talaash me hai
Jo roj bhesh badal kar
Meri talaash me hai
Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai

Main jiske haath me
Ek phul deke aaya tha
Main jiske haath me
Ek phul deke aaya tha
Usi ke haath ka patthar
Meri talaash me hai
Usi ke haath ka patthar
Meri talaash me hai
Jo roj bhesh badal kar
Meri talaash me hai
Bas ek waqt ka khanjar
Meri talaash me hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *