Barkha Rut Bhi Aaj Agar Mastani Hai Lyrics | Janam Janam | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Barkha Rut Bhi Aaj Agar Mastani Hai Lyrics | Janam Janam | Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz | Laxmikant Pyarelal

Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai
Kho nahi jana kho nahi jana raat
Badi tufani hai
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai
Kho nahi jana raat badi tufani hai
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

Dono taraf vahi dil ki lagi hai
Tu bhi kahe kya mai bhi kahu kya
Tu bhi kahe kya mai bhi kahu kya
Shole ki ik diwar khadi hai
Tum bhi karo kya mai bhi karu kya
Tum bhi karo kya mai bhi karu kya
Ander aag lagi hai bahar pani hai
Kho nahi jana raat badi tufani hai
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai

Bahar jo tufa vahi ab
Sine ke andar lagta hai
Bahar jo tufa vahi ab
Sine ke andar lagta hai
Tan se lipat rhi laaj ki chunri
Kya kahu kaisa dar lagta hai dar lagta hai
Janam janam ki pyaas to aaj bujhani hai
Kho nahi jana raat badi tufani hai
Barkha rut bhi aaj ajab mastani hai
Kho nahi jana kho nahi jana raat
Badi tufani hai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *