Barf Mein Tension Lyrics | Sahi Dhandhe Galat Bande | Brijesh Kumar, Jaspreet Singh | Dhruv Dhalla

Milke saare sochte hai karna kya hai ab pyare
Bheja gol gol tu ghuma
Drink bana soda dal ek peg marle tu
Khali peeli yu na muskura
Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu ye bata
Lafda jo hoga to karenge kya
Ab baraf me tension mila ke pija
Jaana na, socha na karna hai kya
Aage ka plan kya hai tu ye bata
Lafda jo hoga to karenge kya
Barf me tension mila ke pija

Kuch to soch sale tu khada khada kya dekhta
Iski baat mat tu sun ye sala sirf phenkta
Itna kyu phenkta itna kya lapeta
Itna kyu lapeta tu itna kyu hai phenkta
Banti hai duniya ko maamu bana
Aesh ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga to karenge kya
Barf me tension mila ke pija
Banti hai duniya ko maamu bana
Aesh ka chhutta tu cash kara
Lafda jo hoga to karenge kya
Barf me tension mila ke pija

Muchh ko chadha ke thulla dekho kaise ghoorta
Patli gali se bhidu mai to hu khisakta
Aise kyu khisakta aise kyu khisakta
Aise kyu khisakta bidu aise kyu khisakta
Naache ishare pe sikka yaha
Pocket mai bhari to sab hai tera
Lafda jo hoga to karenge kya
Barf me tension mila ke pija
Naache ishare pe sikka yaha
Pocket mai bhari to sab hai tera par lafda jo hoga

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *