Barbadiyo Ne Hosh Se Begana Lyrics | Naina | Meena Kapoor | Ghulam Mohammad

Barbadiyo Ne Hosh Se Begana Lyrics | Naina | Meena Kapoor | Ghulam Mohammad

Barbadiyon ne hosh se
Barbadiyon ne hosh se begana kar diya
Ab aasuo ko dard ka afsana kar diya
Afsana kar diya hay afsana kar diya
Ab aasuo ko dard ka afsana kar diya
Afsana kar diya hay afsana kar diya

Aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo
Aate nahi to yaad bhi tum apni rok lo
Dil ko tumahri yaad ne diwana kar diya
Diwana kar diya hay diwana kar diya

Jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha
Jis ghar ko tumne pyar se aabad kiya tha
Us ghar ko tumne hay kyun virana kar diya
Virana kar diya hay virana kar diya
Barbadiyon ne hosh se begana kar diya
Begana kar diya hay begana kar diya

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *