Barabaad Meri Duniya Song Lyrics from the movie/album Nili released in the year 2016 starring Dev Anand, Suraiya. The song Barabaad Meri Duniya was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya). This movie/album was directed by Ratilal Hemchand Punatar. The music was given by Mohinder Singh Sarna. The lyrics were Penned by Surjit Singh Sethi

Barabaad Meri Duniya Lyrics

Barabaad Meri Duniya
Barabaad Meri Duniya
Pal Bhar Mein Ho Gayi
Kisko Main Dosh Doon
Meri Kismat Hi So Gayi
Barabaad Meri Duniya

Dil Ko Lagi Hai Aag Aur
Armaan Jal Gaye
Dil Ko Lagi Hai Aag Aur
Armaan Jal Gaye
Mitatee Huyi Ummid Bhee
Mitatee Huyi Ummid
Bhee Hai Aaj Ro Rahi
Kisko Main Dosh Doon
Meri Kismat Hi So Gayi
Barabaad Meri Duniya

Hai Chha Gaya Andhera
Aankho Ke Saamane
Hai Chha Gaya Andhera
Aankho Ke Saamane
Ro Ro Ke Meri Haalat
Ro Ro Ke Meri Haalat
Aisi Hai Ho Gayi
Kisko Main Dosh Doon
Meri Kismat Hi So Gayi
Barabaad Meri Duniya

Main Kya Kahun Kisi Se,
Kya Kho Gaya Hai Mera
Main Kya Kahu Kisi Se,
Kya Kho Gaya Hai Mera
Ki Meri Zindagi Hi
Ki Meri Zindagi Hi
Mujhase Hai Kho Gayi
Kisko Main Dosh Doon
Meri Kismat Hi So Gayi
Barabaad Meri Duniya
Barabaad Meri Duniya
Pal Bhar Mein Ho Gayi
Kisko Main Dosh Doon
Meri Kismat Hi So Gayi
Barabaad Meri Duniya.

Share your thoughts

No Keywords