Bansuriya
Bansuriya
Haye tut gayi man ki
Bansuriya
Haye tut gayi man ki
Wo jo geet
Wo jo geet
Nahi gaaye the maine
Ha bikhar gaye wo geet
Ek ek karke
Sunte sunte
Chali umariya beet
Ek ek karke
Sunte sunte
Chali umariya beet
Wo jo geet
Rut rove sawan ki
Rut rove sawan ki
Bansuriya
Haye tut gayi man ki
Kuch sapne to in naino se
Kuch sapne to in naino se
Aansu bankar bah gaye
Aansu bankar bah gaye
Aur kuch sapne aasha bankar
Aur kuch sapne aasha bankar
Dukhiya dil me rah gaye
Dukhiya dil me rah gaye
Man ke meet
Sudhbudh bhuli tan ki
Sudhbudh bhuli tan ki
Bansuriya
Bansuriya
Haye tut gayi man ki

