Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Song Lyrics from the movie/album Balmaa. The song Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare was sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu

Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare Lyrics

Balma – (12)
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare – (2)
Teree Aankho Se Nindiya Churaunga, Tere Hontho Se Laali Udaunga
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi, Tujhe Apni Najar Me Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare

Aankhe Bichhaye Baithi Thi Dilbar Ki Chah Me
Kab Se Khadi Thi Mai Yaha Chahat Ki Rah Me
Tune Jo Di Saja Toh Mai Tere Pas Aa Gaya
Dooniya Bhulake Mai Sanam Tujhme Sama Gaya
Diwani Ho Gayi Thi Mai Tere Pyar Me
Bechain Ho Rahi Thi Mai (tere Intjar Me -3)
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Teree Aankho Se Nindiya Churaunga, Tere Hontho Se Laali Udaunga
Balma – (12)

Aa Ja Karib Aa Mere Tujhko Karar Du
Baho Me Teree Pyar Ke Lamhe Gujar Du
Hai Aarju Yahi Meree Tere Samane Rahu
Kehani Hai Jitni Bat Mai Tujhse Woh Sab Kahu
Mere Sath Hai Too Sathiya Har Ik Hal Me
Khoya Rahu Hamesha Mai (tere Khayal Me -3)
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare
Teree Aankho Se Nindiya Churaunga, Tere Hontho Se Laali Udaunga
Tujhe Sanso Me Apni Basaungi, Tujhe Apni Najar Me Chhupaungi
Bansuriya Abb Yeh Hi Pukare, Aa Balma Nadiya Ke Kinare – (4)

Share your thoughts

Bansuriya ab yehi pukare balmaa, Bansuriya ab yehi pukare, Bansuriya ab yehi pukare jhankar song, Bansuriya ab yehi pukare jhankar beats, Bansuriya ab yehi pukare hd video, Bansuriya ab yehi pukare full song, Bansuriya abb yeh hi pukare, Bansuriya ab yehi pukare aa balma nadiya ke kinare, Ayesha jhulka balma song, Bansuriya ab yehi pukare dj, Balmaa all songs, Balma movie song, Asha bhosle, Kumar sanu, Alka yagnik and kumar sanu, Kumar sanu and alka yagnik, Bansuriya