Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya Song Lyrics from the movie/album Radha Ka Sangam released in the year 2018 starring Govinda, Juhi Chawla. The song Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya was sung by Nitin Mukesh, Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal. This movie/album was directed by Kirti Kumar. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Hasrat Jaipuri, Prayag Raj, Shaily Shailendra

Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya Lyrics

Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Banna Mera Aaya Hariyala Banna Aaya
Koi Aaye To Sahi Pyar Ki Duniya Lekar
Haye Raam Kasam Mai Mar Jau
Koi Aaye To Sahi Pyar Ki Duniya Lekar
Haye Raam Kasam Mar Jau
Koi Aaye To Sahi

Lo Aa Gaye Hai Kya Hai Irada
Gabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hai Kya Hai Irada
Gabrana Kaisa Sang Chalo Radha
Lo Aa Gaye Hai
Koyal Kaali Badal Kaale
Kanha Ka Man Bhi Kaala
Mai To Bijuliya Hu Badal Banu Kyu
Tan Kyu Kru Apna Kaala
Koyal Kaali Badal Kaale
Kanha Ka Man Bhi Kaala
Mai To Bijuliya Hu Badal Banu Kyu
Tan Kyu Kru Apna Kaala
Sun Nandlala
Sun Nandlala
Sun Nandlala
Sun Nandlala
Hamne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya
Haye Kya Bura Kiya
Hamne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya
Haye Kya Bura Kiya
Aankho Me Apni Band Kiya
Kya Bura Kiya
Haye Kya Bura Kiya
Pathar Ke Dil Me Daal Di Ulfat Ki Dhadkane
Pathar Ke Dil Me Daal Di Ulfat Ki Dhadkane
Pathar Ko Dardmand Kiya
Kya Bura Kiya
Haye Kya Bura Kiya
Hamne Tumhe Pasand Kiya
Kya Bura Kiya
Haye Kya Bura Kiya

Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Likh Di Dil Ki Baat
Aayi Hai Hawaye Leke Piya Ji Ke Taar
Peepal Ke Patva Pe Ho Ji O
Pyara Sandesha Mujhe Mil To Gaya Hai
Sehre Ka Phul Mere Khil To Gaya Hai
Pyara Sandesha Mujhe Mil To Gaya Hai
Sehre Ka Phul Mere Khil To Gaya Hai
Itna Bata De Aau Milne Kaha Par
Ya Iss Jamin Par Ya Aasman Par
Ya Iss Jamin Par Ya Aasman Par
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Jamuna Kinare Mere Ganv Mera Ganv
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Jamuna Kinare Mere Ganv Mera Ganv
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Sanware Aayi Jaiyo
Aayi Jaiyo Aayi Jaiyo
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hai
Mujhko Ganwara Intejar Intejar Intejar Hai
Dil Ka Sahara Tera Pyar
Tera Pyar Tera Pyar Hai

Kuch Log Duniya Me Nasib Le Ke Aate Hai
Baki Bas Aate Hai Aur Yu Hi Chale Jate Hai
Kuch Log Duniya Me Nasib Le Ke Aate Hai
Baki Bas Aate Hai Aur Yu Hi Chale Jate Hai
Baki Yu Hi Aate Hai Aur Yu Hi Chale Jate Hai
Jane Kab Aate Hai Jane Kab Jate Hai
Chand Log Duniya Me
Baki Bas Aate Hai
Aur Yu Hi Chale Jate Hai
Marke Bhi Laut Aayenge Ham Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge Ham Yaar Ke Liye
Ek Janam Kam Hai Sanam Pyar Ke Liye
Ek Janam Kam Hai Sanam Pyar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge Ham Yaar Ke Liye
Marke Bhi Laut Aayenge Ham Yaar Ke Liye

Is Paar Nahi To Fir
Us Paar Milenge Ham
Sau Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Ham
Is Paar Nahi To Fir
Us Paar Milenge Ham
Sau Baar Bichad Ke Bhi
Ek Baar Milenge Ham

Share your thoughts

Radha ka sangam, Anuradha paudwal, Anuradha paudwal songs, Anuradha paudwal for anu malik, Banna mera aaya hariyala, Radha ka sangam movie songs, Anuradha paudwal & nitin mukesh, Anuradha paudwal bollywood hits, Radha ka sangam anuradha paudwal, Anuradha paudwal & suresh wadkar songs, Anu malik, Anuradha paudwal 1990s hits, Anuradha paudwal hindi film songs, Anu malik songs, Suresh wadkar songs, Radha ka sangam songs, Suresh wadkar, Kanha kanha kanha