Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye Song Lyrics from the movie/album Sindbad Alibaba Aur Alladin released in the year 2018 starring Pradeep Kumar, Sayeeda Khan. The song Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye was sung by Asha Bhosle, Manna Dey, Mohammed Rafi. This movie/album was directed by P N Arora. The music was given by Ravi. The lyrics were Penned by S H Bihari

Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye Lyrics

Idhar Magrur Baithe Hai
Udhar Majbur Baithe Hai
Unhe Aadab Karte Hai
Jo Hamse Dur Baithe Hai
Banda Parwar
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye
Banda Parwar
Banda Parwar
Banda Parwar
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye
Banda Parwar
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye
Le Lijiye Salam Le Lijiye
Le Lijiye Salam Le Lijiye
Nigaho Se
Nigaho Se Nigaho Ka Payam Le Lijiye
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye

Gulo Ki Taajgi Kah De Chaman Ki Dilkashi Kah De
Izazat Ho To Ab Tumko Hum Apni Zindagi Kah De
Ji Apni Zindagi Kah De
Apne Hai Ya Paraye Hai Pahchan Lo Hame
Dildar Ho To Dil Ka Khuda Man Lo Hame
Isharo Ki Ye Saugate Adaao Ki Ye Baraate
Tumhare Husn Ke Kisse Hamare Ishk Ki Bate
Hamare Ishk Ki Bate
Sharma Ke Muh Na Modo
Na Modo
Wallah Dil Na Todo
Na Todo
Dunia To Hai Diwani Dunia Ki Baat Chodo
Chhodo Dunia Ki Baat Chodo
Ji Chhodo Dunia Ki Baat Chodo
Buri Chiz Hai Ya Bhali Chiz Hai
Mohabbat Bade Kaam Ki Chiz Hai
Jane Jana
Jane Jana Sila Dijiye Hame Bhi Chahat Ka
Jane Jana
Jana Jana
Jane Jana Sila Dijiye Hame Bhi Chahat Ka
Chahat Ka
Chahat Ka Hame Bhi Chahat Ka
Ha Jara Sa
Ha Jara Sa Murabbse Bhi Kaam Le Lijiye
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye

Badar Ho Kahkasha Ho Tum
Chaman Ho Gulsita Ho Tum
Mohabbat Tumse Jinda Hai
Mohabbat Ka Jaha Ho Tum
Mohabbat Ka Jaha Ho Tum
Joshe Junun Se Hamne Bada Kaam Le Liya
Sar Pe Tumhare Ishk Ka Ilzam Le Liya
Mere Dil Ki Sada Banke
Ada Banke Haya Banke
Banya Hai Mujhe Sufi To Rahna Sufiya Banke
To Rahna Sufiya Banke
Dushman Ke War Sare Sare Bekar Honge Pyare
Aisa Sabak Sikha De
Dekhe Ye Din Me Tare Tare
Dekhe Ye Din Me Tare
Ji Tare Dekhe Ye Din Me Tare
Jawa Zindagi Bhar Irade Rahe
Hamesha Salamat Ye Wade Rahe
Sare Wade Ha
Sare Wade Sabhi Kasme Hamari Janib Se
Sare Wade
Wade
Wade
Sare Wade Sabhi Kasme Hamari Janib Se
Janib Se Hamari Janib Se
Ho Sake To Aji Ho Sake To
Ho Sake To Jawani Ke Hi Naam Le Lijiye
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye

Junun Ki Bekarari Ka Nazar Ki Raazdari Ka
Junun Ki Bekarari Ka Nazar Ki Raazdari Ka
Jamana Imtiha Lega Hamari Ja Nisari Ka
Shamo Shahar Se Kah Do Kah Do
Darde Jigar Se Kah Do Kah Do
Pahle Najar Ko Samjhe Apni Najar Se Kah Do
Kah Do Apni Najar Se Kah Do
Kah Do Apni Najar Se Kah Do
Najar Ne Ye Jhuk Kar Nazar Se Kaha
Mohabbat Khudi Hai Mohabbat Khuda
Naze Dilbar Ha
Naze Dilbar Sukune Dil Karare Jaan Banke
Naze Dilbar
Dilbar
Dilbar
Naze Dilbar Sukune Dil Karare Jaan Banke
Jaan Bake Karare Jaan Bake
Mere Arman
Mere Arman Tamannaye Tamam Le Lijiye
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye
Banda Parwar Mohabbat Ka Salam Le Lijiye

Share your thoughts

Banda parwar mohabbat ka salaam le lijiye, Sindbad alibaba alladin, Asha bhosle, Anuradha paudwal alladin and the wonderful lamp banda parwar, Manna dey, Mohammed rafi, Manna dey songs hindi, Rajesh khanna, Mohammed rafi assigned kya jawan raat hai baharon ki, Alladin, Usha mangeshkar assigned laai bhar ke muhabbat ke jaam, Mohammed rafi classic songs, Asha bhosle alladin and the wonderful lamp allah allah main abdulla saudagar, Alibaba aur 40 chor, Talat