Band Kamre Mein Song Lyrics from the movie/album Mayer - E - Ghazal released in the year 2016 starring Ustad Ghulam Mustafa. The song Band Kamre Mein was sung by Ustad Ghulam Mustafa Khan. The music was given by Ustad Ghulam Mustafa Khan. The music rights for song purely belongs to Tips Music

Band Kamre Mein Lyrics

Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa

Yeh Qayamat Nahin Toh Phir Kya Hai
Yeh Qayamat Nahin Toh Phir Kya Hai
Woh Udhar Aur Hum Idhar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa

Kitani Viraaniya Barasti Hai
Kitani Viraaniya Barasti Hai
Main Bhi Tanhaa To Saara Ghar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa

Log Milte Hai Sukh Jaate Hai
Log Milte Hai Sukh Jaate Hai
Apni Kismat Kaa Safar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa

Waqt Aaya Toh Apna Saaya Bhi
Waqt Aaya Toh Apna Saaya Bhi
Chal Diya Ashq Chhod Kar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa
Koi Rota Hai, Koi Rota Hai Raat Bhar Tanhaa
Band Kamre Mein Baith Kar Tanhaa..

Share your thoughts

This domain is not registered with Commento.
Ustad ghulam mustafa khan, Ghulam mustafa qadri naat, Ghulam mustafa qadri new naat, Ghulam mustafa, Mayer - e - ghazal, Ghulam mustafa qadri kalams, Ghulam mustafa qadri naats, Ghulam mustafa qadri ki naat, Ghulam mustafa qadri naat 2021, Ghulam mustafa qadri manqabat, Ghulam mustafa qadri, Ghulam mustafa qadri 2017, Ghulam mustafa qadri 2018, Singer mustafa khand, Naat by ghulam mustafa, Mustafa khand, Ghulam ali best ghazals, Ghazal ghulam ali, Ghulam ali ghazals