Banaye Ja Bigade Ja Lyrics | Alibaba And 40 Thieves | Mohammad Rafi | Usha Khanna

(Banaye ja bigade ja
Bigade ja banaye ja) – (2)
Ke (hum tere chirag hai
Jalaye ja bhujaye ja) – (2)

(Har kadam pe sath hai
Andhere bhi ujhale bhi) – (2)
Kaisi teri shan hai
Giraye bhi sambhale bhi
Jo na kabhi dekhe wo
Tamashe tu dhikhaye ja
Ke (hum tere chirag hai
Jalaye ja bhujaye ja) – (2)
Banaye ja bigade ja
Bigade ja banaye ja

(Sar pe saya maut ka hai
Aur humko jina hai) – (2)
Apne hatho apne hi
Dil ke jakhm sina hai
Jo tujhe manjur hai
Wo kaam tu karaye ja
Ke (hum tere chirag hai
Jalaye ja bhujaye ja) – (2)
Banaye ja bigade ja
Bigade ja banaye ja

(Mana ye sab khel hai
Kismat ki lakiro ka) – (2)
Phir bhi tere hath hai
Faisla taqdiro ka
Duniya ki taqdiro ko
Jagaye ja sulaye ja
Ke (hum tere chirag hai
Jalaye ja bhujaye ja) – (4)

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *