Ban Ke Nazar (Part-2) Song Lyrics from the movie/album Aasmaan released in the year 2018 starring Rajeev Kapoor, Tina Munim. The song Ban Ke Nazar (Part-2) was sung by Kishore Kumar. This movie/album was directed by Tony. The music was given by Anu Malik. The lyrics were Penned by Anand Bakshi

Ban Ke Nazar (Part-2) Lyrics

Banke Najar Dil Ki Juba
Kahne Lagi Ek Dasta
Banke Najar Dil Ki Juba
Kahne Lagi Ek Dasta

Jane Kaisa Hai Ye Afsana
Jane Kaisa Aaya Ye Jamana
Jane Kaisa Hai Ye Afsana
Jane Kaisa Aaya Ye Jamana
Are Tu Bhi To Anjan Hai
Mai Bhi To Anjan Hai
Tu Bhi Kuch Hairan Hai
Mai Bhi Kuch Hairan Hu
Na Jane Kya Kya Bate Hui
Tere Mere Darmaya
Banke Najar Dil Ki Juba
Kahne Lagi Ek Dasta

Aisa Lagta Hai Ye Sitare
Jaise Karte Hai Kuch Ishare
Aisa Lagta Hai Ye Sitare
Jaise Karte Hai Kuch Ishare
Are Na Aankho Me Nind Hai
Na Dil Me Karar Hai
Kya Ho Jaye Kya Pata
Koi Etbar Hai
Ek Ye Umar Duje Ye Rat
Uspe Sitam Se Shama
Banke Najar Dil Ki Juba
Kahne Lagi Ek Dasta
Banke Najar Dil Ki Juba
Kahne Lagi Ek Dasta

Share your thoughts

Anu malik, Armaan malik songs, Anu malik songs, Kumar sanu alka yagnik romantic song, Kishore kumar channel, Banke nazar dil ki zubaan lyrics, All about kishore kumar, Armaan malik, Mujhe pyar pyar hai armaan malik, Armaan malik song, Kishore kumar songs, Kishore kumar hit songs, Armaan malik new song, Kishore kumar hindi song, Old hindi song kishore kumar, Armaan malik new song 2021, Kumar sanu alka yagnik hindi song, Kumar sanu alka yagnik song