Ban Banke Bigadti Hein Song Lyrics from the movie/album Guzara released in the year 2013 starring Karan Dewan, Jabben Jalil. The song Ban Banke Bigadti Hein was sung by Lata Mangeshkar. This movie/album was directed by S.M. Yusuf. The music was given by Ghulam Mohammad. The lyrics were Penned by Raja Mehdi Ali Khan. The music rights for song purely belongs to Saregama

Ban Banke Bigadti Hein Lyrics

Pal Bhar Mein Gayi Tut Wo
Tadbir Ke Dhage
Tadbir Ke Pal Chalte Hai
Takdir Ke Aage
Ro De Jo Koi Dekhe
Tasvir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki
Takdir Garibo Ki

Dukh Dard Ki Aandhi Mein
Jalta Hai Diya Apna
Jalta Hai Diya Apna
Jhuthi Hai Har Ek Aasha
Jhutha Hai Har Ek Sapna
Jhutha Hai Har Ek Sapna
Yu Thokre Khati Hai
Takdir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki
Takdir Garibo Ki

Insan Bhi Insa Ka
Humdard Nahi Hota
Humdard Nahi Hota
Dil Rakhte Hai Sine Mein
Par Dard Nahi Hota
Par Dard Nahi Hota
Aye Duniya Bata Kya Hai
Takdir Garibo Ki
Ban Ban Ke Bigadti Hai
Takdir Garibo Ki
Takdir Garibo Ki.

Share your thoughts

No Keywords